ISLAM introduction in Roman Urdu
Bismillahir rahmanir Raheem
----------------------------------
Allah Tala Ki Salaamati ho Muhammad (S.A.W) per Aur Unke Aal per...
(a) Islam - Bana hai Lafze Salam sey, Jiska Mana hai Salaamati Mey Aajana.
(b) Islam - ki 2 tarah ki Buniyade'n hai, Ek "Infiraadi" taur per, Aur Doosra "Ijtimayi" (Yani ijmai) taur per.
Infiraadi Koh hum - Islam Ad-Deen (Practicing Islam for Individual - Religion)
Ijtimayi/ Ijmai - Islam Al-Khilafa (Practicing Islam for Social & Political - Islamic Law)
----------------------------------
(Example-1) jaise ke
Quran Aur Ahadith (Yani ilme Deen) her Musalman Per Farz hai, Aur Her Musalman Per Farz Hai Namaz 5 Waqt ki, Aur Ramadan ke 30/29 Rozey, Aur Zakaat aur, Poori Life mein Ek Hajj e Akbar Karna.
>>> Yeh Ek Musalman (ya), Joh Payrokar e Muhammad (S.A.W) hai - Unki Pahchan hai Ke Yeh Akhri Nabi ki Ummat hai.
[Yeh Baat Sabit hua- Musalman KHUDA aur Bande ke Darmiyan ek Ek Bana leta Jab Woh, yeh Kahta hai Ke Main Akhri Nabi Ka Ummat Hu, Aur Akhiri Nabi Ki Peshan Gohi, Aur Akhri Nabi Ka Jazba Ke Lar Ghumne Waale Koh Musalman Kaha Gaya Hai]
Matlab : Ager Aap Musalman Huwe, Toh AAP Koh Namaz Padhna Farz hoga, Roza 1 Mahina Ramadan Ka, Aur Phir Zakat o Hajj e Akbar..
pata Chala ke Yeh Ek Musalman Hone Ki Infiraadi Amali Aur Roohani Jaama Hai Joh Faraq karta hai Insano Mein Ke
KON ALLAH KE Hai (Yani Musalman) Aur KON ALLAH KE NAHI hai (Yani Her Woh Inkar e Nabuwat Muhammad (SA.W)) karey.
>>> Yeh (Khalis) Deen hai Joh Allah Ne Roohani (Quantum & Universal System) Aur Arzi (Dimensions of Earth) mein Nafis Kiya hai...
Aur Her Makhlooq Is Deen Ke Qayal Hai, Matlab Jinn Aur Insan ke Siwa Her Roohani Aur Arzi Makhlooqe'n Ebadate Khuda Ka Qayal Hai Jiske Wajah Se Yeh Poori Nizam Teram Bhiram Nahi Ho Rahi Hai- Isko FATRAT Lafz Kaha Gaya hai, Joh Be-Zuba'n Ya Insan o Jin Se Kam Zehni or Nafsi Makhlooq Is Deen Yani (DEEN e FATRAT) Ka Kayak hai
>>(Deen e FATRAT) Kehte hai : Paidishi Fitrat Mein Hona Aur Manna Ke "Khuda Ek hai, Aur Usne Sab Kuch Banaya, Aur Phir Zinda Karega"
>>> INSAN Bhi Fatrat ke Hi Zyadah Tar Qayal Hotey.
Yani FATART KI Qisme hai
-----------------------------------------
(Example-2) Jaise Ke
Ager Islami Huqumt ho Toh Kaise Hona? Chahiye, Kon Uska Faisla Karega - Toh Iski Taleem Aur Huqum Nafis Ho Chuki hai...Kisi Ayre Gyre Koh Nahi Batana hai Ke Duniyah Kaise Chalayi Jaati hai, Allah Batayyega...
>>> HUMARE Nabi (S.A.W) Ney Humey Ek Nizam Ata Farmaya Jis Nizam (System) Ka Naam, Khilafat Ala Minhaj un Nabuwah (Khilafat Under Prophets Guidance).
-> is per Amali (Practically) Jama Abu Baqer Siddiq, Hazrat Omer Ibn Al Khattab, Hazrat Oshman Ibn Affan, Hazrat Ali Ibn Abi Talib, Hazrat Hassan Ibn Ali (a.s/ rda)
>>> In 5 paancho Ney Ek System (Jisko) hum Khilafat Under Prophets Guidance hai, Unki Nizam Sanbhaala Aur Qanoon e Islam Huqumati Aytebaar Sey Khilaft Ka Ek Ayse Haseen Model 30 Ka Diya Joh Ksis Huqumati Khandar Aur Badshah Be Nahi Kiya.
>>>> Khilfat Ka Ek System Hota Hai (ijma Hona - Yani Ummat Vote Keregi 6 Logo Mein Se Ek Koh Aur Woh jab Khilafat Ka Nizam Nafis Kare Toh Uska Model Sirf Khilafat Ala Minhaj un Nabuwah Hona Chahiye Jiski Wajah Se Uski Khilafat (Khilafat e Rashida) me Badal Jayegi.
Is System Ka Khalifa - Ulil Amar Ke Maqam Per Hoga, Aur Riaya Wilayat ke.
------------------------------------------
Comments
Post a Comment