ISLAM introduction in Roman Urdu
Bismillahir rahmanir Raheem ---------------------------------- Allah Tala Ki Salaamati ho Muhammad (S.A.W) per Aur Unke Aal per... (a) Islam - Bana hai Lafze Salam sey, Jiska Mana hai Salaamati Mey Aajana. (b) Islam - ki 2 tarah ki Buniyade'n hai, Ek "Infiraadi" taur per, Aur Doosra "Ijtimayi" (Yani ijmai) taur per. Infiraadi Koh hum - Islam Ad-Deen (Practicing Islam for Individual - Religion) Ijtimayi/ Ijmai - Islam Al-Khilafa (Practicing Islam for Social & Political - Islamic Law) ---------------------------------- (Example-1) jaise ke Quran Aur Ahadith (Yani ilme Deen) her Musalman Per Farz hai, Aur Her Musalman Per Farz Hai Namaz 5 Waqt ki, Aur Ramadan ke 30/29 Rozey, Aur Zakaat aur, Poori Life mein Ek Hajj e Akbar Karna. >>> Yeh Ek Musalman (ya), Joh Payrokar e Muhammad (S.A.W) hai - Unki Pahchan hai Ke Yeh Akhri Nabi ki Ummat hai. [Yeh Baat Sabit hua- Musalman KHUDA aur Bande ke Darmiyan ek Ek Bana leta Jab Woh, yeh Kahta hai Ke Main Akhri ...